تصوف اور دوسرے علموں میں ایک بنیادی فرق یہ ہے کہ اور علم تو پہلے
حاصل کیے جاتے ہیں اور پھر ان پر عمل کیا جاتا ہے ۔ لیکن تصوف میں اس
کے الٹ ہے ۔ اس میں پہلے عمل کیا جاتا ہے اور پھر علم حاصل ہونے لگتا ہے ۔
اشفاق احمد بابا صاحبا صفحہ 381
Roya hoon teri yaad main din raat musalsalaise kabhi hoti nahi barsaat musalsalkante ki terha hoon main raqeebon ki nazar mainrehte hain meri ghaat main che saat musalsalChehre ko nae dhab se wo karte hain musallabante hain meri maut ke halaat musalsalijlas ka unwan hay aklhas-o-murawwatbad khoi main masroof hain hazrat musalsalham ne to koi cheez bhi ijad nahi kiaate hain nazar un ke kamalaat musalsalkarte hain musawaat ki tableegh wo joon joonbarhte hi jate hain tabqaat musalsalhar roz kisi shehr main hote hain dhamakerehti hai mere des main shabraat musalsalmullaon ne Islam ke tukraat kiye hainmaslaat se phailate hain nafraat musalsalhar roz wo milte hain nae roop main mujh koperte hain meri sehat per asraat musalsalpeete nahi banti hay to phir jati kahan hayye zehan main uth te hain sawalat musalsalumra k muwafiq hay fiza des mere keekat te hain jahan aesh main lamhat musalsalBaba Abeer Abu Zari