Showing posts with label 2 lines poetry. Show all posts
Showing posts with label 2 lines poetry. Show all posts

Wednesday, 8 January 2014





Jisay minzal samajhta hon wohe manzil nahi rehti
Hijab o Noor ka yeh silsila Ya-Rab kahan tak hy


Tu bhi oroon ki terha mujh se kinara kr ly
Sari dunya se bura hoon teray kis kaam ka


Acha Khasa poora insaan
Adha kr k bhool gaye ho


Main oss ki yaad bhula doon
To ....... Yaad kya rakhoon


Nabina janum leti hy Olad bhi oss ki
Jo qoum dia krti hy tawan main Ankhain


Jheel C gehri Khamoshi hy
Lafzoon k kuch kankar phenkoo


Justuju rahi wali hone ki
Aadmi magar Insan na hua
خاک سے لالہ و گل سنبل و ریحان نکلے
تم پھی پردے سے نکل آؤ کہ ارمان نکلے


اُسکی آنکھیں سوال کرتی ہیں
میری ہمت جواب دیتی ہے


 ہاتھ میرا اۓ میری پرچھائی تو ہی تھام لے
ایک مدت سے مجھے تو سوجھتا کچھ بھی نہیں


میں کچھ نہ کہوں اور کہ چاہوں کہ میری بات
خوشبو کی طرح اُڑ کر تیرے دل میں اُترآۓ


وہ مُسکرا کے نئے وسوسوں میں ڈال گیا
خیال تھا ۔۔۔۔۔۔۔۔ اُسے شرمسار کرنا ہے
چلو یہ اشک ہی موتی شمجھ کے بیچ آئیں
کسی طرح تو ہمیں روزگار کرنا ہے


ہاں بھلا دیا ہے اُس نے ہمیں کیا کہیئے
یاد رکھنے کے قابل بھی کہاں تھے ہم


واصف   دیارِعشق میں لازم ہے خامشی
مر کر بھی لب پہ آئے نہ ہرگز گلے کی بات


جلد بازی میں مت گنوانا
میں تیرا قیمتی اثاثہ ہوں

Saturday, 14 January 2012

Har Roz Kaha Se Layen Naya Dil......!


Hussan Waloon Ny To Andhair Macha Rakha Hai ... !!!
Khawahsh-e-wasl-e-yar ki pairvi karna.
ab chhor b day aye dil! shairy karna.!!!
Phir wohi udasi , wohi gham-e-zeest ka rona
aye dil-e-nadan! ab kya kahen tujh ko?????

Saturday, 7 January 2012

mangi wazahtain, na mangi koi daleel
dil ne to had hi kr di oss pe aitbaar ki


muddat hui oss shakas ki aai nai khaber
lagta hy qasid bhi raqeeboon se ja mila


hathoon ko dil ne khoon ki tarseel rok di
ek baar teri yaad pe ungli uthai thi


bethay ho ab tanha, hajoom e khalqat main
kaha tha na mohabbat ki adaa niraali hoti hy


hazaroon uljhanoon sy barhkr humain b aik uljhan hy
hamari yaad sy ghafil wo kesa lag raha ho ga


dil pe ithtiyar hota to tha magar
yeh teray ikhtiyar sy pehlay ki baat hy


samajh k maal e ganeemat mujhe
teri yadoon ne be-panah loota


aankh pur nam, dil heran o preshan hy ab tak
k itni taiz barish ma mera aashiana jala kesay


dharkan ki dugdagi pe kab sy hy mehv e raqs
dil thak k gir e jaye to tamasha to khatam ho


mout aye to din phirain
zindgi ne to maar dala hy


nigahain bolti hain be tahasha
mohabbat pagloon ki guftugu hy


muravatain hi sahi magar ek baat batlao
masroof ho ya bhoolna chah rahay ho


raakh hota hua badan mera subha k saweray main
mujh sy thak kr sawal krta hy, ishq krna zaroori tha kya



umar bhar rahay teri justuju ma lakin
tu na mila kisi kafir ko jannat ki terha


mani na meri aik b khud'sar hy tu aye dil!
ab khud e tarap, main to tera kuch nai lagta..!!


tapakti hy nigahoon sy, barasti hy adaoon sy
mohabbat kon kehta hy k pehchani nai jati

Tuesday, 27 December 2011

پھر اس کے بعد گر گیا سونے کا بھاوء بھی
اک شام اس نے کان سے جھمکا اتارا تھا
شاعر : اختر رضا سلیمی
Tarapta hai, sisakta hai, trasta hai magar Mohsin,
usay kehna kisi kay hijer main mrta nahi koi !!
Qadam qadam pe jama tha musafiron ka lahoo

Wafa ke shehar ka rasta ajeeb tha kitna
Usey kaho k main ab saans lena chahta hoon...
Merey wajood se waadon ki rassiyaan kholey...

Sunday, 25 December 2011

"Aye khuda! log bnaye thy agar pather k
meray ehsas ko sheesha na bnaya hota"
lijiye ho gayi na ghalat fehmi !!!
muskurana koi zaroori tha ???